
Show Notes
This story is about..... ek ladke ki, jo railway station par mile ek anjaan aadmi ko apne uncle ke saath hui ek ajeeb ghatna ke baare mein batata hai.
Uske uncle ke ilaake mein kuch mysterious incidents hone lage the, aur logon ko shak tha ki iska connection ek purane curse aur ek khaufnaak werewolf se hai.
Lekin kahani ka sabse bada raaz tab saamne aata hai, jab railway station par mila woh anjaan aadmi kuch aisa karta hai, jo ladke ko hamesha ke liye dara deta hai...
Aage kya hua janne ke liye jarur sune
More from TERROR TALES HORROR STORIES
This story is about Raj (Rajveer)..... jo apne Nana ke ghar Rajasthan chhuttiyan bitaane jaata hai. Lekin wahan use ek aisa band kamra milta hai, jahan har raat kacche maans ki offering di jaati hai. Jab Rajveer us kamre ka raaz jaanne ki koshish karta hai, toh uske saamne ek aisa khaufnaak sach aata hai, jo uski zindagi hamesha ke liye badal deta hai.
This story is about..... ek Rapido driver ki, jo raat ke waqt ek ladki ko sunsaan jungle ke beech bane ek purane ghar tak chhodne jaata hai.
This story is about..... ek 26 saal ke ladke ki, jo jungle ke beech ek purane cabin mein kuch din rehne jata hai. Wahan uski mulaqat do ajeeb bachchiyon se hoti hai, jinke paas ek aisi gudiya hoti hai jo bilkul usi ki tarah dikhti hai. Dheere-dheere use pata chalta hai ki gudiya ka connection uske saath hai aur jungle mein saalon purana ek khaufnaak raaz chhupa hua hai.
This story is about.....Rohan aur Aman ki ek aisi dosti ki, jo ek haunted jungle ke purane ped ke paas jaakar ek khaufnaak raaz mein badal jaati hai. Aman ke ped se girne ke baad Rohan use bachaye bina wahan se bhaag jaata hai. Lekin kuch din baad Rohan ki diary mein jo sach saamne aata hai, woh aur bhi darawna hota hai—kya Aman ki aatma Rohan ko lene wapas aa chuki thi?
This story is about..... Japan ki ek mysterious urban legend, Aka Manto, jahan ek sunsaan bathroom mein ek ajeeb shakhs tumse sirf ek sawaal poochta hai — “Red paper ya Blue paper?” Kehte hain, dono choices ka anjaam khaufnaak ho sakta hai. Ren ko jab is legend ka saamna hota hai, toh ek simple bathroom visit dheere-dheere ek terrifying mystery mein badal jaata hai.