
Show Notes
This is the story about a ritual called blindfold ritual..kya ho agar mai apko kahu ki aaj hell ko experience kar sakte hai app udher ja sakte hai iss ritual ke dwara aage kya karna hai aur kaise jaane ke liye jarur sune
More from TERROR TALES HORROR STORIES
This story is about Raj (Rajveer)..... jo apne Nana ke ghar Rajasthan chhuttiyan bitaane jaata hai. Lekin wahan use ek aisa band kamra milta hai, jahan har raat kacche maans ki offering di jaati hai. Jab Rajveer us kamre ka raaz jaanne ki koshish karta hai, toh uske saamne ek aisa khaufnaak sach aata hai, jo uski zindagi hamesha ke liye badal deta hai.
This story is about..... ek Rapido driver ki, jo raat ke waqt ek ladki ko sunsaan jungle ke beech bane ek purane ghar tak chhodne jaata hai.
This story is about..... ek 26 saal ke ladke ki, jo jungle ke beech ek purane cabin mein kuch din rehne jata hai. Wahan uski mulaqat do ajeeb bachchiyon se hoti hai, jinke paas ek aisi gudiya hoti hai jo bilkul usi ki tarah dikhti hai. Dheere-dheere use pata chalta hai ki gudiya ka connection uske saath hai aur jungle mein saalon purana ek khaufnaak raaz chhupa hua hai.
This story is about.....Rohan aur Aman ki ek aisi dosti ki, jo ek haunted jungle ke purane ped ke paas jaakar ek khaufnaak raaz mein badal jaati hai. Aman ke ped se girne ke baad Rohan use bachaye bina wahan se bhaag jaata hai. Lekin kuch din baad Rohan ki diary mein jo sach saamne aata hai, woh aur bhi darawna hota hai—kya Aman ki aatma Rohan ko lene wapas aa chuki thi?
This story is about..... ek ladke ki, jo railway station par mile ek anjaan aadmi ko apne uncle ke saath hui ek ajeeb ghatna ke baare mein batata hai.